68. KHWAJA-E-HIND WOH DARBAAR HAI
Kalam e Hozoor Tajusharia track 68
Khwaja-e-Hind woh darbaar hai a’ala Tera
Khusraw-e-dehar huwa maangney waala tera.
Faiz Sultaan-e-sakhaawat hai niraala teyra
Kabhi mahroom nahiN phirta hai mangtaa Tera.
Teyri choukhat pe jo aaya woh bana Shaah-e-samaaN
Khusraw-e-dehar meN hai farmaan chalta Tera.
Sadqa hai Khwaja-e-Ajmer ka tujh pe AKHTAR
Burj-e-rif’at meN chamakta hai sitaara Tera.
Wajah e nishaat e zindagi Rahate jaan tumhe tu ho lyrics Kalam e Tajusharia
Gair apne hogaye jo hamare badal gaye lyrics
On YouTube channel please subscribe 👇
Khawaja e hind wo Darbar hai Aala Tera