NAAT SHAREEF
Kalam e tajushshariya
Gair Apne Hugaye Jo Hamara Badal Gaye,
Nazren Badal Gain Tu Nazare Badal Gaye
Gair Apne Hugaye Jo Hamara Badal Gaye,
Gair Apne Hugaye Jo Hamara Badal Gaye,
Nazren Badal Gain Tu Nazare Badal Gaye.
Kis ko sunaye gaa yahan gam ki dastan,
Jo gam mai sath dete wo sare Badal Gaye.
Dhond e se paye gaa na paheli si mastiyan
Badli sharab kahna wo piyale Badal Gaye.
Is daor e maslahat Mai wafa kio shaye nahi,
Gaahe huye hamare to gaahe Badal Gaye.
Akhtar lagaye lo nabi'ye Kareem se
Kiya fikr Ahele dunya jo sare Badal Gaye.
Sawab ki niyat se channel ko subscribe kijiye jazak allha qaira ⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️
https://youtube.com/channel/UCDtzJRnzMO_BFY49GdQ-9eQ