Pages

How much book written by Ala Hazrat?

 Ala hazrat ka mamool tha ke aap raat aur din main sirf 2 hours ( ghante) sute they. 


Isliye ke unho ne 1200 se ziyada kitabeen likhen hain. 

Jo 8 ghante suye gaa wo kahan se itna kaam kar sakta hai. 

Aap maulana logon ko poch sakte hain ke. Aik kitaab likhne main kitna time aur kitna hawala huna hai. Us zamane main na hi camputer tha na koi aisa zariya jo ke asaan ho nahi tha. 


Lakin ala hazrat ne ye unka ishq e mustafa sallallahu alaihi wasallam tha ke aap itni mahenat se ham jaise nikkamon ko ye muyassar hai ke ham sar buland kar ke wahabiyon aur kisi bhi badmazhab ko munazre main hara sakte hain. Alhamdulillah alhamdulillah ye ala hazrat rahe matullha alaika hum pe ahsan hai.


Ala hazrat ne ilm main bhi aur ye logon ke moon par aisa tala mara aur ye badnaseeb Qur'an o hadees ki roshni main jawab dene ke ba wajood ye munkir iman nahi laye. Apne gunahon ki mafi talab nahi kiye akhir ala hazrat ne inko aur inke hawala per chalne walon ko kafir likha.

 


Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment