Pages

shore mahe nao sunkar tujh tak main lyrics

 Naat sharif

Hadaiq E Baqshish Kalam e ala Hazrat


Shore mahe nao sunker tujh Tak main dawaan Aya

Sakhi Main Tere sadqe main de Ramzan Aya.


Is gull ke sewa her phool ba goosh giraan aya

Dekhe hi gi aye bulbul jab Waqt e fagaan Aya.


Jab baam e tajjali per wo naiyare jaan Aya

Sar tha jo gira jhuk kar Dil tha jo tapaan Aya.


Jannat ko haram samja ate tu yahan Aya

Abb tak ke her aik ka mon kaheta hon kahaan aya.


Taiba ke siwa sub baag pamal e fana honge

Dekho chaman walon! Jab ahede qazaan Aya.


Sar aur wo sange der aankh aur bazme noor

Zalim ko watan ka dhiyaan Aya tu kahaan Aya.


Kuch naat ke tabqe ka alam hi nirala hai

Sakte main padi hai aqal chakkar main gumaan Aya.


Jalti thi Zameen kaisi thi dhoop kadi kaisi

Lo wo khade be saya abb saya kuna Aya.


Taiba se hum ate hain kaheye tu jina walon

Kiya dekh ke jita hai jo waan se yahaan Aya.


Le tauqe alam se abb azaad hu aye khumri

Chitti liye Baqshish ki wo sarwe rawaan Aya.


Naama se Raza ke abb mit jao bure kamoon

Dekho mere palle per wo ache miya Aya.


Badkaar Raza khush hu badkaam bhale hoonge

Wo ache miya piyara acho ka miya aya.

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment