Pages

Gam ho gaye beshumar aaqa lyrics

Gam ho gaye beshumar aaqa lyrics 


gam ho gaye beshumar aaqa

gam ho gaye beshumar aaqa

Banda Tere nisaar aaqa.


Bigda jata hai kheel mera 

Aaqa aaqa sanwaar aaqa.


Manjdhaar pe aake naoon toti

De hath ke hoon paar aaqa.


Toti jati hai peet meri 

Lillha ye boojh utaar aaqa.


Halka hai agar hamara palla

Bhari hai tera waqaar aaqa.


Majboor hain tu fikr kiya hai

Tum ko tu hai iqteyaar aaqa.


Main door hon tum tu ho mere paas

Sunlo Meri pokaar aaqa.


Mujh saa koi gamzuda Na huga

Tumsa nahi gam guzaar aaqa.


Gardaab main pad gai hai kashti

Doba doba, utaar aaqa.


Tum wo ke Karam ko naaz tumse

Main wo ke badi ko aar aaqa.


Phir moon na pade kabhi khazaa'n ka

De De aisi bahaar aaqa.


Jiski marzi khuda Na taale

Mera Hai wo namdaar aaqa.


Hai milke khuda pe jis ka khabza

Mera hai wo kaam gaar aaqa.


Suya kiye naab kaar bande

Roya kiye zaar Zaar aaqa.


Kiya bhool hai unke hute kahe layen

Dunya ke ye taaj daar aaqa.


Unke adni gada pe mit jayen

Aise aise hazaar aaqa.


Be Abre karam ke mere dhabbe

La tagsiloha Al bihaar aaqa.


Itni rahemat raza pe karlo

La yaqrabuhu al bawaar aaqa.

Naat sharif

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment