Pages

Ho karam sarkar lyrics in english

ho karam sarkar lyrics in english: 


Ho karam sarkar abb tu hogaye gam be shomaar

Jaan o Dill tum per fida Aye dojahan ke taajdar.


Main Akela Aur Maisail Zinadagi Be shomaar

Aap hi kuch kijiye na aye shah e Aali waqaar.


Yaad Aata hai tawaf e Khanaye kaba mujhe

Aur lippat na multazim se walihana baar baar.


Ho Karam sarkar abb tu hogaye gam be shomaar,


Sangg e Aswad choom ker milta mujhe kaif o suroor

Chain paata dekh ker Dill mustajaab o mustajaab.


Ja Raha hai khafila Taiba Nagar rota hua

Main Raha jaata hoon tanha Aye habeeb e kirdigaar.


Ho Karam sarkar abb tu hogaye gam be shomaar,


Jald phir tum lo bulao aur sabz gumbad tu dikha

Haazri ki Aarzo ne kardiya phir Be kharaar.


Ho karam sarkar abb tu hogaye gam be shomaar,


Gumbad e khazra ke jalway Aur wo iftariyan,

Yaad Aati hain Bahut Ramzan taiba ki bahaar.


Choom ker khak e Madina jhoom ta phirta tha main

Yaad Aate Hain Madine ke mujhe lail o nahaar.


Yarasoollha sunn lijiye Meri feryaad ko

Kon hai joke sune tere sewa Meri pukaar.


Haal per  Mere Karam ki ik nazar fermaye

Dill mera ghamgeen hai aye  gham zudon ke ghamgozaar.


Khafil e walon suno yaad aye to mera Salam

Arz karna Rote Rote husake tu baar baar.


Gham zada yoon na hua huta ubeed e qadri

Is bharas bhi dekhta ger saabz  gumbad ki bahaar.


Gam ho gaye beshumar aaqa lyrics

Chalo Diyare Nabi Ki Janib naat lyrics in english

ahle nazar ki ankh ka tara ali ali monqabat lyrics |Oweis Raza Qadri





Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment