Pages

hazir hai dare daulat pe gada naat lyrics

 hazir hai dare daulat pe gada naat lyrics


Hazir Hai Dare daulat pe gada sarkar tawajo farmayen

Mohtaaj e Nazar hai haal mera sarkar tawajo farmayen.


Main kab Aane ke khabil tha 

Rahemat Ne yahan Tak pahonchaya

Sarkar pe Tan Man jaan fida sarkar tawajo farmayen.


Sarkar tawajo farmayen, sarkar tawajo farmayen


Mohtaaj e Nazar hai haal mera sarkar tawajo farmayen, 

sarkar tawajo farmayen, 

sarkar tawajo farmayen,


Main ker ke sittam apni jaan per

Quran se jaoon ga sonker

Abb aya hoon bada sharminda saa 

sarkar tawajo farmayen.


Sarkar pe Tan Man jaan fida

 sarkar tawajo fermayen , 

sarkar tawajo fermayen,


Aanson  hai feryadi  

Aur Arz Karam hichki hichki

Dhadkan dhadkan deeti hai sada

Sarkar tawajo fermayen,

Sarkar tawajo fermayen

Sarkar tawajo fermayen,

Sarkar tawajo fermayen,

Sarkar tawajo fermayen, 

Sarkar tawajo fermayen,


Aik main hi nahi pori ummat

Saari dunya saari khalkhat

Takti hai rasta rahemat ka.

Sarkar tawajo fermayen,

Sarkar tawajo fermayen

Sarkar tawajo fermayen,

Sarkar tawajo fermayen,

Sarkar tawajo fermayen,


Hazir Hai Dare daulat pe gada sarkar tawajo fermayen.

Mohtaaj e Nazar hai haal mera sarkar tawajo fermayen.





Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment