Pages

Be khud kiye dete hain lyrics owais raza qadri

Be khud kiye dete hain lyrics owais raza qadri

Be khud kiye dete hain andaz hijabana 
Khuoob per hai kachey baithe
Saaf chop te bhi nahi samne ate bhi nahi
Be khud kiye dete hain  andaz hijabana 
Aaa Dill main tujhe rakh lon aye jalwaye janana
Dill ke ayene mai ho  tasveer e yaar 
Jab zara gardan jhukaoon dekh lon


Itna tu karam karna  aye  chash mai karimana 
Jab jan labon per ho tum samne Aajana
Abb  maut  ki takhleef bardasht nahi huti 
Aqa tum samne ajao dam nikle ba asani
Itna..
Najm ki aye  khuda Arozo hai yahi 
Ashiqe zaar ki abro hai yahi
Maut ke waqt sar unke khadmon mai hu 
Deed huti rahe dam nikalta rahe  
Itna..

Kiyon Aankh milai thi   kiyon aankh  lagai thi
Abb rokh chopa Baithe karke mujhe  dewana 

Dunya  mujhe tumne apna jo banaya hai
Mahesher mai bhi kahedina ye hai  mera  dewana 

Kiya lotf ho mahesher mai  khadmon main  giron unke
Sarkar  kahen dekho dewana hai dewana

Mai hosh hawa  sub mai is baat pe kho baitha
Has ker jo kaha tune lo aya  mera diwana 

Pene ko tu pe lon ga per Arz zara si hai
Ajmeer  ka sakhi hu  bagdad ka mai khana 
Sharab e  ishq e  Ahmed ki  ajab  kaifo masti hai
Jan dekar agar  aik bond mele  sasti hai 
Pen..

Jee chahta hai tohfe main  bhejon mai  unhen aknhen 
Kiya nazar karon jana kiya cheez hamari hai 
Ye Dill bhi tumhara hai  ye jan bhi tumhara
Saib tumahare hain  khismat ye hamari hai
Tum hum pe karam  rakhna  ye arz hamari hai
Atayen karne wale aap khatayen karne wala main 
Mere aaqa mere haq  main  ise daztoor  sa karden

Jee chahta hai  tohfe main  bhejon  mai unhen aankhen 
Dershan ka tu dershan ho  nazrane  ka tu  nazrana 


Bedam meri  khismat  main tukde hain usi der ke
Sange dare hozor  se hum ko  khudana sabr de 
Jana hai sarko ja chuke dill ko kharar aye kiyon
Bedam meri  khismat  main  tukde hain usi  der ke
Chuta hai na  chute ga sange dare janana 

Sange dare jana per  karton hon jabeen sayi
Sajda na samj najdi  sar deta  hon nazara

Pete hain tere derke khaten hain tere derka  
Pani  hai tera  pani   dana hai tera dana


Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment