Naat Shareef
Kalam e Ala Hazrat track (10)
1. Na Aasmaan Ko yun sar kashida hona tha
Hozor e khak e madina khamida hona tha.
(sar kashida = sar buland) , ( hozor= saamne ) . Khamida= teda
Jab Aasman ko khak e madina ke samne juhkna hi tha, Tu pahele sar hi Na Utha ta aur na goror karta. Shab e meeraj mai sarkar ke naleen ke sath khake madina hi lagi huyi thi. ju Aasman ke sar pe lagi aur aasman ne khake madina ka iqrar kiya. Waise bhi huzor sallalhu alaihi wasalam ki rahemat ke her koi muhtaaj hain aur aapka Tikhana khake madina aaj bhi hai baroz e khiyamat bhi khake madina rahegi. Tu aasman ko cheye tha ke khake madine ke saamne jhuke.
2.Agar Golon ko khaza'n Naarsida hona tha
Kinar e Khar Madina damida huna tha.
(gaza,n = path jhad . Naarsida = na pahunchi huyi, kinar = god, Bagal, Khar = kanta, Damida = Uga huwa, Khilaf e adab .)
Aye Phool Agar tujhe gazaa,n ka itna der lagta hai to tujhe chaye ke to khak e madine mai ugta take to wahan taro taza raheta aur kabhi qazaan ka shikar nahi huta. kiyonke wahan ke kanton ka moqabla ache ache phol nahi kar pate. wahan agar koi phool Khushk hujay to dunya ke hare bhare pholon se bhater hai kiyonke is mai jo ruhaniyat hai kahan nahi.
Nazara khake madina aur teri Aankh ,
Naa iskhadar bhi khamar shooq deeda huna tha.
5. Kinar e Khak madina mai Rahateen milten
Dill hazee,n Tujhe ashk chakida huna tha.
9. La Amla Anna Jahanam ' tha wada Azali
Na Munkiron ka Abas Bad Akhida hona tha.
13.Guzar Te Jaan se aik shoor yaa habeeb ke sath
Fagaa'n ko nalaye halq bareeda hona tha.
14. Mere Kareem gunaha zaher hai magar Akhir
Koi shahed shafa att chashida hona tha.
15.Jo Sang E Der pe Jabee'n saiyon se tha mitna
Tu Meri Jaa'n sharar jahida hona tha.
17.Raza Jo Dill ko banana tha jalwa gahe habeeb
Tu piyare khaid khudi se rahida hona tha.
subcribe kijiye is youtube chanel ko
https://naatshareef7869.blogspot.com/2021/10/habib-e-khuda-ka-nazara-lyrics.html
Kuch kare Apne Yaar Ki Baaten Lyrics
Piyare nabi per har subh-o-shaam lakhon durood aur lakhon salam lyrics