Pages

Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Ja Kar Haleema | Oweis Raza qadri

          Naat Shareef



Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mai Jakar Haleema,

Mere gher mai khairul wara agaye Hain.


Ye Kehti Thi Ghar Ghar Mai Jakar Haleema,

Mere gher mai khairul wara agaye Hain.


Uthi charso rahematon ki ghatayen,

 mo'attar mo'attar hain sari fazayen,

Uthi charso rahematon ki ghatayen,

Mo'attar mo'attar hain sari fazayen,

Hain sari fazayen,

Khushi mai ye jibreel nagmeen sunaye,

Khushi mai ye jibreel nagmeen sunaye,

Wo shafiye roze jaza agaye Hain.

Bade auj per hai mera abb moqadar,

Mere gher habeeb e khuda agaye Hain.


Moqarab hai beshak qalilo najeebi,

Badi shan wale  kalimo masibi,

Moqarab hai beshak qalilo najeebi,

Badi shan wale kalimo masibi,

Kalimo masibi,

Liye arsh ne jin ke qadmon ke bose,

Liye arsh ne jin ke qadmon ke bose,

Wo ummi laqab Mustafa ( sallallahu alai hi wa Salam) agaye Hain.


Bade auj per hai mera abb moqadar, 

Mere gher habeeb e khuda agaye Hain.


Hai sunker saqi aapka aastana,

Hai daman pasare huye sub zamana,

Hai sunker saqi aapka aastana,

Hai daman pasare huye sub zamana,

Sub zamana,

Nawason ka sadqa nigahen karam ho,

Nawason ka sadqa nigahen karam ho,

Tere der pe tere gada agaye Hain.

Nawason ka sadqa nigahen karam ho,

Zahra ka sadqa nigahen karam ho,

Char yaron ka sadqa nigahen karam ho,

Tere der pe tere gada agaye Hain.


Mai gada to badsha  bharde piyala noor ka

Noor din dona tera dee daal sadqa noor ka


Ye zulmat se kehdo ke dere utha lee,

Ke hai her taraf abb ujale ujale,

Ye zulmat se kehdo ke dere utha lee,

Ke hai her taraf abb ujale ujale,

Ujale ujale,

Kaha jinko haq ne sirajam monira,

Kaha jinko haq ne sirajam monira,

Mere gher wo noor e khuda agaye Hain.


Khuda ke karam se nakireen akar

 Kareen ge ziyarat ka mujda suna kar,

Utho bahere tazeem norul hasan abb,

Utho bahere tazeem norul hasan abb,

Lahad mai rasool e khuda agaye Hain.


Utho bahere tazeem norul hasan abb,

Lahad mai rasool e khuda agaye Hain.


















1 comment

  1. Subhanallah subhanallah
Please have any doubts, please let me know
Post a Comment