NAAT SHAREEF
Kalam e tajusharia
Mustafa'ye Zaat e yakta Aap Hain
Mustafa'ye Zaat e yakta Aap Hain
Mustafa'ye Zaat e yakta Aap Hain
Yak ne jis ko yak banaya aap hain.
Yak ne jis ko yak banaya aap hain.
Aap jaisa koi ho sakta nahi,
Aap jaisa koi ho sakta nahi,
Apni her khobi mai tanha aap hain.
Apni her khobi mai tanha aap hain.
Aabo gill mai noor ki paheli kiran,
Aabo gill mai noor ki paheli kiran
Jaan e Adam jaan e hawwa aap hain.
Jaan e Adam jaan e hawwa aap hain.
Husn e awal ki namod e awaleen
Husn e awal ki namod e awaleen,
Bazm e akhir ka ujala aap hain.
Bazm e akhir ka ujala aap hain.
Lamakan Tak Jiski Paheli rooshni,
Lamakan Tak jiski paheli rooshni
Wo charag e Alam Aara Aap Hain.
Wo Charag e Alam Aara aap hain.
Hai Namak Jiska khamer e husn Mai,
Hai Namak Jiska khamer e husn Mai
Wo Malihe Husn Aara aap hain.
Wo Malihe Husn Aara aap hain.
Zeeb o Zeen e Khak o Fakhre Khakiyan,
Zeeb o Zeen e Khak o Fakhre Khakiyan
Zeenat e arsh e mo'alla aap hain.
Zeenat e arsh e mo'alla aap hain.
Nazish e arsh o waqar e arshiya'n
Nazish e arsh o waqar e arshiya'n
Sahibe qaosain o adna aap hain.
Sahibe qaosain o adna aap hain.
Aap ki tal at khuda ka aina,
Aap ki tal at khuda ka aina
Jis mai chamke haq ka jalwa aap hain.
Jis Mai chamke haq ka jalwa aap hain.
Aap ki rooyat hai deedar e khuda,
Aap ki rooyat hai deedar e khuda
Jalwa gahe haq ta'ala aap hain.
Jalwa gahe haq ta'ala aap hain.
Aap ko rab ne kiya apna habeeb
Aap ko rab ne kiya apna habeeb
Sari khalkhat ka khulasa aap hain.
Sari khalkhat ka khulasa aap hain.
Aap ki khatir banaye doo Jahan,
Aap ki khatir banaye doo Jahan
Apni khatir Jo banaye aap hain.
Apni khatir Jo banaye aap hain.
Jaan tooi jaana khara re jaa'n tooi
Jaan tooi jaana khara re jaa'n tooi
Jaan e jaa'n jaan e masiha aap hain.
Jaan e jaa'n jaan e masiha aap hain,
Aap se khud aapka saa el hoon Mai,
Aap se khud aapka saa el hoon Mai
Jaan e jaa'n meri tammana aap hain.
Jaan e jaa'n meri tammana aap hain.
Aap ki tal'at ko dekha jaan di
Aap ki tal'at ko dekha jaan di
Khabr mai pahuncha to dekha aap hain.
Khabr mai pahuncha to dekha aap hain.
Ber darat aamad gaada baher e suwal
Ber darat aamad gaada baher e suwal
Hu bhala akhtar ka data aap hain.
Hu bhala akhtar ka data aap hain.
HAZRAT YE NAAT PORI MERE YOUTUBE CHANNEL MAI HAI DEKHEN AUR CHANNEL KO BHI SUBSCRIBE KAREEN JAZAK ALLHA AZWAJAL
⏬⏬⏬⏬⬇️↙️⬇️⬇️⬇️