Pages

Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega lyrics in urdu | kalam e Ala Hazrat track 8

     Lutf Unka Aam Ho hi jayega

       Kalam E Ala Hazrat 


Lutf Unka aam hu hi jayega

Shaad her naakam ho hi jayega.


Jaan dedo Wadaye Deedar per

Naqd apna Daam ho hi jayega.


Shad hai firdoos yaani aik din

khismat Khuddam ho hi jayega.


Yaad rahe jayengi ye bee bakiyan

Nafs tu tu aram ho hi jayega.


Bee nishano ka nishaa'n mit ta nahi

Mit te Mit te naam ho hi jayega.


Yaad e geeso zikr e haq hai aha ker

Dill main paida Laam ho hi jayega.


Aik din Awaaz badleen gee ye saaz 

chaye chaha kohraam ho hi jayega.


Sailo ? daman sakhi ka thaam lo

kuch na kuch in aam ho hi jayega.


Yaad abro ker ke tadpo Bulbolo?

Tukde Tukde Daam ho hi jaiga.


Muflison? Unki gali main jaa pado

Baag e Khuld ikraam ho hi jayega.


Ger yoon hi rahemat ki Ta eleen rahen 

Madah her ilzaam ho hi jayega.


Baada khawari ka samaa'n bandhne to doo

Shaik durd Ashaam ho hi jayega.


Gam Tu Unko bhool ker lipta hai yoon

Jaise Apna kaam ho hi jayega.


Mit ke ger yoonhi raha kharze hayaat

Jaan ka nelaam ho hi jayega.


Akhilon? Unki nazar sedhi rahe

Baoroon ka bhi kaam ho hi jayega.


Abb To lai hai shafa' att afoo per 

Badhte Bhadte Aam ho hi jayega.


Aye Raza her kaam ka aik waqt hai

waqt hai ' waqt hai ' waqt hai' waqt hai'


Aye Raza her kaam ka aik waqt hai,

Dill ko Bhi Araam ho hi jayega.



Pair Acha hogaya::::

                            Hazrat sayidina abdullha bin Umer razi allho taala anho ka pair Sun hogaya , Logon ne Unko is marz ke ilaaj je taor per ye amal bataya ke Tamam dunya mai aap ko sub se Zaid jis se mohobat ho us ko yaad karke pokareen ye marz jata rahe ga.

ye sunker aap ne Yaa Muhammed ( sallalahu alaihi wasalam) ka naara maara aur aapka pair acha hogaya.


Wahabiyon batao kiya hazrat umer RAZI ALLHU tala anho bhi hozoor ko pokar ker shirk kare kiya . Lannat hoo tumper auir tumahre mazhab per sudar jao warna jald se jald aag main taraha tarah ke azaab main giraftaar hu jao ge.

allha tala hum sub ko  hozor aur sahaba kiram auliya ikram ke tareekhe per chalne ki taufeeq ata fermai. ameen.  

                                   

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment