NAAT
kalam e tajushariya
Dage forqate taiba khalb muzmahil jata,
Dage forqate taiba khalb muzmahil jata,
Kash gunmbad e khazra dekhne ko mil jata.
Kash gunbad e khazra dekhne ko mil jata.
Dam mera nikal jata unke aastane per,
Dam mera nikal jata unke aastane per,
Dam mera nikal jata unke aastane per,
Unke aastane ki khaak mai , mai mil jata.
Unke aastane ki khak mai , mai mil jata
Mere dil se dhul jata dage forqate taiba,
Mere dil se dhul jata dage forqate taiba,
Taiba mai fana huker taiba hi mer jata .
Taiba mai fana huker taiba hi mer jata.
Maut leke ajaati zindagi madine mai,
Maut leke ajaati zindagi madine mai,
Maut se gale mil ker zindagi mai mil jata.
Maut se gale mil ker zindagi mai mil jata.
Kash gumbade khazra dekhne ko mil jata.
Khuld zaar e taiba ka is taraha safar huta,
khuld zaar e taiba ka is taraha safar huta,
Peche peche sar jata age age dil jata.
Peche peche sar jata age age dil jata.
Dil pe jab kiran pad ti unke sabz gunbad ki,
Dil pe jab kiran ped ti unke sabz gunbad ki,
Uski sabz rangat se baag ban ke khil jata.
Uski sabz rangat se baag ban ke khil jata.
Ferqate madina ne wo deyee mujhe sadme,
Ferqate madina ne wo deyee mujhe sadme,
kooh per agar padte kooh mai bhi tu hil jata.
Dil mera bhicha huta unki raah guzaron mai,
Unke naqshe paa se yoon mil ke musta khil jata,
Dil pe wo khadam rakhte naqsh paa yee dil banta,
Yaa tu khake paa ban ker paa se mutsil jata.
Wo kharam fer mate mere deda o del per,
Deeda ,ai fida karta sadqe mera dil jata.
Shashme ter wahan baheti dil ka mudawa kahti,
Aaha baa adab raheti moonh mera sil jata.
Der pe dil jhuka huta izn paake phir badh taa,
Her gunah yaad ata dil khijal khajil jata.
Mere dil mai bas jata jalwa zaar taiba ka,
dage ferqate taiba phool ban khil jata.
Unke der pe akhter ki hasraten huween poori,
Sail e dare akhdas kaise munfa il jata.
kash gunbad e khazra dekhne ko miljat.