Pages

Teri zaat mai bhi kamal hai teri baat mai bhi kamal hai

                          Naat Shareef


.     

Ya Mustafa khairul wara salle ala Salle ala

Sallal laho alaihi wasallam

Sallal laho alaihi wasallam.


Ya Mustafa ya Mustafa


Sallal laho alaihi wasallam

Sallal laho alaihi wasallam.


Teri zaat mai bhi kamal tari baat mai bhi kamal hai,

Teri zaat mai bhi kamal hai teri baat mai bhi kamal hai,

Teri zaat ki teri baat ki na nazeer hai na misal hai.


Teri zaat mai bhi kamal hai teri baat mai bhi kamal hai.

Teri zaat mai bhi kamal hai teri baat mai bhi kamal hai.


Assalamu alaika ya  ya rasoolllha

Assalamu alaika habebi ya nabi allha

 

Wohi zindagi hai azeez ter teri yaad mai jo hui basar,

Wohi zindagi hai azeez ter teri yaad Mai jo hui basar,

Teri yaad bin jo gozar gaya,

Teri yaad bin jo gozar gaya,

Wo to aik lamha wa baal hai.

Teri yaad bin jo gozar gaya,wo to aik lamha wa baal hai.


Ya Mustafa  khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala.


Mera shaoq jis mai jawan hua, mai madine ko jo rawan hua,

Mera shaoq jis mai jawan hua, mai madine ko jo rawan hua,

Wohi khoob ter wohi  bahe tari,

Wohi khoob ter wohi bahe tari,

Meri zindagi ka wo saal hai.

Wohi khoob ter wohi bahe tari, meri zindagi ka wo saal hai.


Assalamu alaika ya ya rasoolllha

Assalamu alaika  ya habebi ya nabi allha

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala.


Tere piyar mai jo fana hua,tera khurb jis ko ata hua,

Tare piyar mai jo fana hua, tera khurb jis ko ata hua,

Kio bo bakar kio farosi 

Kio bo bakar kio farosi,

Kio saad kio bilal hai.

Kio bo bakar kio farosi, kio saad kio bilal hai.


Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa

Ya Mustafa.

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala.


Teri zaat mai bhi kamal hai teri baat mai bhi kamal hai.

Teri zaat ki teri baat ki na nazeer hai na misal hai.


Meri Jan se to qareeb hai, mai mareez hon  to tabeeb hai,

Mere jan se to qareeb hai mai mareez hon to tabeeb hai,

Tera naam hi mera aasra,

Tera naam hi mera aasra,

Tera naam hi meri dhaal hai.

Tera naam hi mera aasra, tera naam hi meri dhaal hai.


Assalamu alaika ya ya rasoolllha

Assalamu alaika ya habebi ya nabi allha.

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala.


Mai thai aik nasir e be nawa mujhe tone apna bana liya.

Mai tha aik nasir e be nawa mujhe tone apna bana liya.

Mai tha aik nasir e be nawa mujhe tone apna bana liya.

Mujhe tone apna bana liya.

Mere haal se hai to ba qabar, 

( Aye mere aaqa,)

Mere haal se hai to ba qabar.tere samne mera haal hai.


Ya Mustafa

Yq Mustafa.


Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala

Ya Mustafa khairul wara salle ala salle ala.


Assalamu alaika ya ya rasoolllha.

Assalamu alaika ya habebi ya nabi allha
























Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment