Tanam farsooda jaan para lyrics english
TANAM FARSOODA JAAN PAARA
ZEE HIJRAN YARASOLLHA
DELAM PAZ MURDA AWARA
ZEE ISYAN YA RASOLLHA.
CHOON SOOYE MANGOZAR AARI
MANE MISKEEN ZINA DARI
FIDA _ E- NAQSH-E-NALAINAT
KUNAM JAA YARASOLLHA.
ZEE JAAME HUBB e TO MASTAM
BA ZANJEERE TO dill BASTUM
NA MI GUYAM KE MAN HUSTUM
SUKON DAA YARASOLLHA.
ZEE KHAR DAA khaish hairanam
Siya shud rooze isyanam
Pashemaanam pashemaanam
Pashemaa YARASOLLHA.
Choon bazoo e shafaa at ra
Kho shayi baar gunagara
Makun maheroom jaame raa
Daaran Aan YARASOLLHA.
( Nabi kareem sallho ta ala Muhammad ka ferman hai ke jis ne mujh per aik 1 martaba durood padha allha azwajal uspe dus rahmte nazil fermata hai.)
Hazrat e maolana norodden abdul rahman jami rahe ma tullha alaih
Eraq afganisthan se nikalte hain makka mukar rama pahunch te hain makka mukar rama ke hakim un hakim ke qawab mai hozor sallho ta ala alaihi wasallam ate hai.
Fer maya aik shaqs hain abdul rahman jami afganisthan se aya hua hai.
Uske madine na ane dena. Gaver nar e makka ne samja ke ye shaqs hozor sallho ta ala alaihi wasallam ko pasand nahi hai.
Gover nar e makka ne aye laan kar waya kon hai Abdul rahman jami?
Kaha mai hon abdul rahman jami.
Mera naam hai .
Chalo chalen gover nar e makka aap ko bolate Hain.
Gover nar e makka ne kaha tumhe Madine jane ki ijazat nahi .
Kaha acha.
Gover nar house se nikle aur madine ke raste per nikle.
Hozor sallho ta ala alaihi wasallam phir qawab mai gover nar e makka se kaha
Mai ne mana kiya tha Madine ane lakin wo chal diye madine ki taraf.
Gover nar e makka ne police bheji aur jeel mai dalne ka hokom diya.
Hozor phir qawab mai mile.Fermaya tone use jeel mai dala wo mujrim nahi mera ashiq hai.
Magar kalam aisa likha, aisa likha hai ke agar wo raoze pe padh de to mai qabr se baher ana pade gaa mujhe.
Mai agar khabr se baher aya to fitna hojai ga.