Pages

Jab gumbad e khazra pe woh pehli nazar gayi, oweis Raza qadri

          💞NAAT SHAREEF 💞

 


  Jab gumbad e khazra pe woh pehli nazar gayi,

  Jab gumbad e khazra pe woh pehli nazar gayi!

  Aankhon ke raste  mere dill me uttar gayi,

  Aankhon ke raste mere dill me uttar gayi.

  Jab gumbad e khazra pe woh pehli nazar gayi.


  Sar kham tha lab khamosh they ankhen thi ashk baar,

   Sar kham tha lab khamosh they ankhen thi ashk baar,

  Aik saa ate  bedar thi jo ke gozar gayi.

   

( Mere kareem se ger khatra kisi ne manga

  Derya baha diye hain durbe baha diyee hain)


Barsi thi is khadar ke naha sa gaya udher,

Wo baresh e karam mere daman ko bhar gayi.

Wo baresh e karam mere daman ko bhar gayi.


(. Wohi bharte hain jholiyan subki wo sabj te hain boliyan subki) 


  Jo kahe sakana lab se mili wo morad bhi,

 Mere sukot per bhi shaha ki nazar gayi.

  Mere sukot per bhi shaha ki nazar gayi.


  Mar ker bhi na maron ga mai allha ki khasam,

  Ye jan unke yaad me meri agar gayi.

 Ye jan unke yaad me meri agar gayi.


  Dill bhi hai shad shad tabi at hai pur bahar,

  Lagta hai aaj meri madine khabar gayi.


( Wo madina jo konen ka taj hai,jis ka dedar momin ki meiraj hai.)


Taiba se lotna kisi ashiq se pochiyee

Aisa lage roh badan se gozar gayi.

Aisa lage roh badan se gozar gayi.


Awaaz ubed teri ba faizan e naat hi

Seeno me ashiqan e nabi ke uttar gayi.


Zikr rasool ke waqte sahaba karam razi Allah anho  per rikkat tari hojati  aur ashq jari hojate .chonache ...


  Hazrat sayedona umer razi allha taaala anho  jub rasoolllha sallaho ala mohammed ka zikr hota to  aapki ankhon se aanson rawan hojate.


Methe methe islami bhayoon yaqinan aaj ke daor me naat qwani bhi aik business ban choki hai.


Naat qwan asal me wo log nahi hote jo paise  target karte hain. 

Aise logon se hum ko bach na chaye.


Ha ha hain aaj bhi waise naat jo sirf hozor ki sana qwani ke ewaz se jate hai.


Sallo alal habeeb sallho ta ala mohammed.

 

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment