Pages

Chod fikr duniya ki chal madine chalte Hain


       ðŸ’ž NAAT SHAREEF ðŸ’ž
  

 
 Chhod fikra duniya ki chal madine chalte Hain,
  Mustafa ghulam ki kismat badalte Hain.
 

 Rahamaton ke badal ke sai  sath chalte Hain,
 Mustafa ke deewane Ghar se jab nikalte Hain.


 Hum ko rooz milta hai sadqa piyare aaqa ka,
  Unke der ke tokdon par khush naseeb palte hain.


Amina ke piyare  ka sabz gumbad wale ka,
 Jashn hum manate hain jalne wale jalte Hain.


(Jal jal ke wo marte hain, 
Marke phir wo sadte hain.)

 
  Such hain gair ka ahsan  wo kabhi nahi late,
  Ayee aleem aaqa ke jo tokdon pe palte hain.


Sirf sari dunya me wo taiba ki galiyan hai,
 Jis jaga per mujh jaise khote sikke chalte Hain.


Zikr shah e batha ko wird apna bana lijeye,
Ye wo zikr hai jis se gum khushi me dhalte Hain.


Paion der pe unke mai aur sunaon mai naaten,
 Dekhen Dil ke kab arman mere ye nikalte hain.


Chod fikr duniya ki chal madine chalte Hain.
Mostafa gulamon ki kismat e badalte Hain.


HADEES SHAREEF;:;

Namaz ke baad hamd o sana durood Shareef padh ne wale se fer maya dua mang qobool ki jai gi sawal ker diya jai ga.


Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad 💌

Methe methe islami bhayoon yaqinan hozor sallho ta ala alaihi wasallam jo baat kahete hain haq baat khate hain.

To kitni badi khus khabri hai ke namaz ke hamd o sana durood Shareef padh ne wale se fer maya dua mang qobool ki jai gi sawal ker diya jai ga.

Kitna bada ahsan hai.  Isliyee hum ko bhi chaye hozor per our unki all per durood Shareef bhejna chaye allha azwajal hum sub ko taofeeq ata fermai ameen.

Ameen bi jahin nabian ameen.
Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad.
💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞

Hozor sallho ta ala alaihi wasallam ki sana qawani padh ker mere kalije me thandak mahsos hoti hai.

Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad.



Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment