Kalam E Ala Hazrat
Imam ahele sunnat mujjadidi deno millat asha imam Ahemad Raza Khan Qadrii
Zehe Izzat-O Itlaaye Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam
Ke hai Arshe Haq Zair e paye Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam)
Makan Arsh Unka falak farash unka
Malak khadimana saraye Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam)
Khuda ki raza chahte hain do alam
Khuda chahta hai Raza e Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam)
Ajab kiya agar rahem farmale ham per
Khuda e Muhammad bara e Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam)
Muhammed bara e janab e Ilahi !
Janab e Ilahi bara e Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam)
Basi asar e maheboobi kibriya se
Aba e Muhammad khaba e Muhammad ( sallallahu alaihi wasallam)
Baham Ahed bandhe hain wasl e Abad ka
Raza e khuda aur raza e Muhammad
( sallallahu alaihi wasallam)
Daam e naza jari hu mere zuban per
Muhammed Muhammad khuda e Muhammad
( Sallallahu alaihi wasallam)
Asaye kaleem azda haye gazab tha
Gairoon ka sahara asaye Muhammad.
( sallallahu alaihi wasallam)
Main khurban kiya piyari piyari hai nisbat
Ye Aane khuda wo khuda e Muhammad.
( Sallallahu alaihi wasallam)
Muhammed ka dam khas bahr e khuda hai
Siwaye Muhammad baraye Muhammad.
( Sallallahu alaihi wasallam)
Khuda unko kis piyar se dekhta hai
Jo Aankhen hain mah o liqaye Muhammad.
Sallallahu alaihi wasallam
Jalo main ijazat khawasi main rahmat
Badhi kis tuzuk se dua e Muhammad.
Sallallahu alaihi wasallam.
Ijabat ne jhuk ker gale se lagaya
Badhi naaz se jab dua e Muhammad
Sallallahu alaihi wasallam
Ijabat ka sahra inayat ka joda
Dulhan ban ke nikli dua e Muhammad.
Sallallahu alaihi wasallam
Raza pul se abb wajd karte guzar ye
Ke hai rabb e sallim sada e Muhammad.
Sallallahu alaihi wasallam.
Kalam e raza book hadaiq e bakhshesh 👇👇
Sawal number (01)
Sawal ye hai ke namaz main jamai aye tu kiya karen. Hath laga sakte hain ya nahi?
Jawab: is main jo namaz padh raha hai usko chaye ke wo apne moon se roko agar wo naho to daanton se roke. Abb ye bhi naho to tab hath laga ke ruke.