Al Amaan khahir hai aye Gous wo thika Tera
Marke bhi chain se suta nahi maara Tera.
Baadaloon se kaheen rukti hai kadakti bijli
Dhaleen cheent jati Hain uthta Hai taiga Tera.
Aqal huti tu khuda se Na ladai late
Ye ghatayen ise Manzoor bhadana Tera.
Wara fana laka zikrak ka hai saaya tujh per
Bool baala hai Tera zikr hai uoncha Tera.
Mit Gaye mit te Hain mit Jaiyenge Aada Tere
Na mita hai Na mite ga kabhi charcha Tera.
Tu ghataye se kisi ke Na ghata hai Na ghate
Jab bhadaye tujhe Allha ta Ala Tera.
Mere sayiyaaf ke khanjar se tujhe baak Nahi
Cheer ker dekhe koi Aaha kalija Tera.
Ibn e Zahra se tere Dill Mai Hain ye zahr bhare
Bal be Aao munkir e be baak ye Zahra Tera.
Haq se badho ke Zamana ka bhala banta hai
Are main khoob samjta Hoon mu'amma Tera.
Garz Aaqa se karon Arz ki teri hai panah
Banda majboor hai khatir pe hai panja Tera.
Naza Mai, goor main, mezaan pe, sar e pull pe kaheen
Na chute haath se daaman e mu'alla Tera.
Dhoop maheshar ki wo jaan sooz e khiyamat hai magar
Mut maeen Hoon ke Mere sarpe Hai palla Tera.
Aye Raza cheest gam ar jumla Jahan dushman e toost
Karda Amm maa mane khud khiblaye haja Tera.