💞NAAT SHAREEF,💞
Ye Naaz Ye andaz hamaarey nahin hotey,
Ye Naaz Ye andaz hamaarey nahin hotey,
Ye Naaz ye andaz hamaarey nahin hotey,
Jholi mai agar tukde tumhare nahin hote.
Jholi mai agar tukde tumhare nahin hotey.
Jholi mai agar tukde tumhare nahin hotey.
Jab Tak ke Madina se ishare nahin hotey,
Jab Tak ke Madina se ishare nahin hotey,
( Innama qasimon wallho yoati)
Unhi ke hath mai hai kunjiyan qazano ki
Ke kis dena hai kitna hozor jante hain.)
Jab Tak ke Madina se ishare nahin hotey,
Sunlo?
Roshan kabhi kismat ke sitare nahi hotey.
Roshan kabhi kismat ke sitare nahi hotey.
Bedam hi bik jaye bazar e Nabi mein,
Bedam hi bik jaye bazar e Nabi mein,
Is Shan ke sode mein khasare nahin hotey.
Is Shan ke sode mein khasare nahin hotey.
Nahi hotey,
Is Shan ke sode mein khasare nahin hotey.
Aur mil ti na agar bheek huzoor aapke dar se,
Mil ti na agar bheek huzoor aapke dar se,
Is thaath se mang ton ke guzare nahi hotey.
Is thaath se mang ton ke guzare nahi hotey.
Daman e shafat at mein hamen koun chopa ta,
Daman e shafa at mein hamen koun chopa ta,
Sarkar agar aap hamare nahi hotey.
Sarkar agar aap hamare nahi hotey.
Ham jaise nikammon ko Gale kaun lagata
Sarkar agar aap hamare nahi hotey.
Aur
A nise baat e sarkar ka aye jaaz hai warna,
Toofan se namodar kinare nahi hotey.
Oweis Raza qadri damat barkat hum ke kuch kare huye tazneem;::;
. Kabhi gaus o khawaja ke namon se ulje
Kabhi gaus o khawaja ke naroon se ulje
Kabhi auliya ke mazaron se ulje
Ye khaker niyaze niyazoon se ulje
Duroodon se ulje salamon se ulje
Sahih ul aqida imamon se ulje
Tere khain tere gulamon se ulje
Hai monkir ajab khane gurra ne wale
6 .sada geet unki mahubat ke gaana
Jigar munkiroon ka yoon hi tum jalana
Ubede raza unse dhoka na khana
Raza ka ye paigam na bhol jana
Raza nafs dushman hai dum me na ana
Kahan tum ne dekhen chandrane wale
Fermane Mustafa sallaho ala mohammed
Jis ne mujh per 1 martaba durood padha allha azwajal usper 10 rahmateen bhej ta hai.
Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad 💌💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖