Pages

Nemate banta jis simt wo zeeshan gaya, oweis Raza qadri

        💞💖 NAAT SHAREEF💖💞.



Nemate banta jis simt wo zeeshan gaya,

   Sath hi monshiyee rahmat ka  khalam daan gaya.


 Le khabar jald ke gairon ki taraf dhiyan gaya,
   Mere maola mere aaqa tere khurban gaya.


Aaha wo aankh ke nakam e tamanna hi raha,
  Hai wo dill jo tere der se por arman gaya.


dill hai wo dill jo teri yaad se mamoor raha,
 Ser hai wo ser jo tere khadmon pe khurban gaya.


Unhe jana unhe mana narakha gair se kaam,
 Lilhil humd mai dunya se mosalman gaya.


Aur tum per mere aaqa ki inayat na sahi?
Najdiyon kalma padhane ka bhi ahsan gaya.


Aaj le unki panah aaj madad mang unse,
Phir na mane ge khiyamat me agar man gaya.

Ufre monkir ye bada joshe taasub alhir,
Bhed me hath se kambaqt ke iman gaya.


Jan o dill hosh o khirad sub to madine pahunche,
Tum nahi chalte raza sara to saman gaya.


Subhanallha mashallha subhanallha mashallha 🌹🤲 سبحاناللہ
               ( Hadees se Shareef)

Zikr rasool sallaho ala mohammed ke waqt
 Sahabaye keraam razi allho ta ala anho per riqqat tari hojati aur ashq jari hojate  chona che hazrate umer razi allha taaala anho.

 ke jab hozor sallho ta ala Muhammad ka zikr fermate to umer razi allha taaala anho ke ankhon se aanson rawan hojate.

Methe methe islami bhayoon yaqinan wohi sahaba they jo  ishq e Mustafa sallaho ta ala alaihi wasallam se sar shar they.

Aur aaj ke zamane ke log apne aapko to ashiq e rasool.

Kahe te nahi takh te.lakin wo hi log aaj rona to door ki baat namaz tak qaza kal dal rahe hain.

Aur naja ne kitne bimariyan pait me palte hain.

Agar hozor ki naat qwani bhi karen to paison se kareen gi warna jab tak nahi kareen gi.


Allha azwajal se dua hai ke aise logon se bachne ki taofeeq ata fermai ameen bi jahin nabian ameen.
 Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad 💌

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment